"ॐ तत्पुरुषाय विद्ध्महे महादेवाय धिमाही तन्नो रूद्र: प्रचोदयात!!!"

GURU PURNIMA



Prabhu Mere Man ko bana de Shivala


Prabhu Mere Man ko bana de Shivala
Tere Naam ko Japu Roj mala
Ab to Manokamna hai yeh meri
Jidhar Dekhu Najar aaye Damru Wala

Kahi aur kyun Dhundhne tujh ko jau
Prabhu man ke bhitar hi me tujh ko pau
Yah Man ka Shivala ho sab se Nirala
Jidhar Dekhu Najar aaye Damru Wala

Bhakti pe hai apni vishwas mujh ko
Banayega charno ka tu das mujh ko
Me Tujh se juda ab nahi rahnewala
Jidhar Dekhu Najar aaye Damru Wala

Tu Darpan sa ujala mere man ko karde
Tu apna Ujala mere man me bharde
Hai Charo dishao me tera ujala
Jidhar Dekhu Najar aaye Damru Wala 
*********************************************************







Baba Amarnath Barfani


BABA AMARNATH BARFANI,YOGIRAJ DAYA KE DANI
BHUKHE KO HAI BHOJAN DETE AUR PYASE KO PANI
BABA AMARNATH KI JAY , BOLO SHIV SHANKAR KI JAY   

BHAKTO KE MAN BASNE WALE YEH TO SAB KE SWAMI HAI
MAN CHAHA  FAL DENE WALE SHAMBHU ANTARYAMI HAI
MAHADEV KE DARSHAN KAR KE , SAVAR JAY JINDGANI

DAYA DHARAM KE HAI YAH DATA SARA HI SANSAR KAHE
JIDHAR DAYA KI DRUSHTI UDHAR KAMI NA KOI RAHE
HATH HAI ISKE LAAJ HAMARI , YASH LABH AUR HANI

PRABHU NAAM KE HIRE MOTI PAL SADA LUTATE HAI
APNE SANTO BHAKTO KE SANKAT YAH AAP MITATE HAI
BHOLENATH KI SHAKTI HAI JI JANE DUNAI FANI

BABA AMARNATH KI JAY , BOLO SHIV SHANKAR KI JAY
****************************************************************


 



Ek Din wo Bhole Bhandari

Ek Din wo Bhole Bhandari Ban ke Brij ki Nari Brij Me aa gaye
Parvati bhi manaa ke hari naa mane Tripurari Brij me aa Gaye

Parvati se bole me bhi chalunga tere sang me
Radha sangh Shyam nache me bhi nachunga tere sang me
Raas rachega brij me bhari hame dikhado pyari 

Oo mere bhole swami, Kaise le jau aapne sang me
Shyam ke siva vaha purush na jaay us raas me
Hansi karegi brij ki nari mano baat hamari

Aisa bana do mohe koi na jane is raaj ko
Mai hu saheli teri aisa batana brij raj ko
Bana ke juda pahan ke sadi Chal Chale Matwali

Hans ke sati ke kaha balihari jau is rup me
Ek din tumhare liye aaye murari is rup me
Mohini rup banaya murari aab hain tumhari bari

Dekha Mohan ne samajh gaye wo sari baat re
Esi bajai Banshi sudh budh bhule Bholenath re
Sir se Khisak gayi jab sadi muskaye Girdhari

Dindayal Tera tab se Gopeshwar hua naam re
Oo bhole baba tera vrindavan bana dham re
Bhakt kahe oo tripurari rakho laaj hamari

Ek Din wo Bhole Bhandari Ban ke Brij ki Nari Brij Me aa gaye
Parvati bhi manaa ke hari naa mane Tripurari Brij me aa Gaye
***********************************************************

Ardhnareshwar Shiv



Shravan Month 2014 (Shravan Maas 2014 )

Shravan Mahina or Sawan Month


Shravan Mahina, or Sawan Month, is one of the holiest Hindu months and is dedicated to Lord Shiva in North India. Shravan Month 2014 is from July 13 to August 10. Shravan Month is the fifth month in a traditional Hindu lunar calendar followed in North India. This calendar is followed mainly in Uttar Pradesh, Himachal Pradesh, Madhya Pradesh, Uttarakhand, Rajasthan, Haryana, Bihar and Chhattisgarh and other North Indian states. A month in these regions is calculated from the day after Purnima or full moon to the next Purnima. The year in the Hindi Calendar is Saka 2071.



Sawan Somwar Vrat Dates for Rajasthan, Uttar Pradesh, Madhya Pradesh, Punjab, Himachal Pradesh and Bihar 
13
July
(Sunday)
First day of Shravana Month
14
July
(Monday)
First Sawan Somwar Vrat
21
July
(Monday)
Second Sawan Somwar Vrat
28
July
(Monday)
Third Sawan Somwar Vrat
04
August
(Monday)
Fourth Sawan Somwar Vrat
10
August
(Sunday)
Last day of Shravana Month


Sawan Somwar Vrat Dates for Andhra Pradesh, Goa, Maharashtra, Gujarat, Karnataka and Tamil Nadu
27
July
(Sunday)
First day of Shravana Month
28
July
(Monday)
First Sawan Somwar Vrat
04
August
(Monday)
Second Sawan Somwar Vrat
11
August
(Monday)
Third Sawan Somwar Vrat
18
August
(Monday)
Fourth Sawan Somwar Vrat
25
August
(Monday)
Fifth Sawan Somwar Vrat
25
August
(Monday)
Last day of Shravana Month

Vrat and Festivals in Shravan Month :- 

Shravan Somvar (Monday )
The Mondays or Somwar in Shravan month is dedicated to worship of Shiva. People make it a point to visit Shiva temples on Sawan Mondays – The Mondays in the month are on July 14, July 21, July 28, and August 4.

Mangala Gouri Puja
Mangala Gouri Puja is observed on Tuesdays in Shravan Month.

Chaturthi Vrat or Sankashti Ganesh Chaturti
Chaturthi Vrat or Sankashti Ganesh Chaturti in Shravan Month 2014 is on July 15. The Chandrodaya or Moonrise time as per North Indian calendars is 9:09 PM.

Shravan Month 2014 Krishna and Shukla Paksha
Shravan Month Krishna Paksha (waning phase of moon) is from July 13 to July 26.
Shravan Month Shukla Paksha (waxing phase of moon) is from July 27 to August 10.

Shravan Mahina Ekadasi Vrat in North India
Kamika Ekadasi – July 22, 2014
Pavitra Ekadasi – August 7, 2014

Shravan Mahina Pradosh Vrat in North India
Pradosh – July 24
Pradosh – August 8

Shravan Amavasi in Hindi Panchang in North India
Amavasya is on July 26, 2014.
The Amavasi begins at  AM on July 25, 2014 and ends at  AM on  July 26, 2014. 

Shravan Purnima
 Purnima is on August 10, 2014. The Purnima Vrat is marked on August 10.
The Purnima begins at  on August 9 and ends at  on August 10.

Festivals 
Hariyali Amavasya – July 26
Hariyali Teej – July 29
Kalki Jayanti – August 1 
Nag Panchami – August 1
Tulsi Das Jayanti – August 3
Raksha Bandan – August 10


OM NAMAH SHIVAY 




OM NAMAH



GALE ME NAGO KI MALA ......



Gale me nago ki mala , Jatto me Ganga ji ki Dhara Mahadeva 
Bhole Kaise karu me teri seva , Sambhu kaise karu me teri seva ,

Dil Karta hain Jal me Chadau , Jal Lene ko Nadiyan me Jau 
Nadiya Dene ko Teyyar Machhali Karti Hain Inkar Mahadeva 
Bhole Kaise karu me teri seva , Sambhu kaise karu me teri seva ,

Dil Karta hain Dudh Chadau , Dudh Lene ko Goushala Jau 
Geyya dene ko Teyyar Bacchada karta hain inkar Mahadeva
Bhole Kaise karu me teri seva , Sambhu kaise karu me teri seva ,

Dil Karta hain Ful Chadau, Ful lene ko  Bago me Jau 
Ful aane ko teyyar , Bhanwara karta hain inkar mahadeva ,
Bhole Kaise karu me teri seva , Sambhu kaise karu me teri seva ,

Dil Karta Hai Fal me chadau , Fal lene ko Bago me jau
Fal aane ko teyyar Tota Karta Inkar Mahadeva ,
Bhole Kaise karu me teri seva , Sambhu kaise karu me teri seva ,
Bhole Kaise karu me teri seva , Sambhu kaise karu me teri seva ,

DOWNLOAD LYRICS (HINDI - ENGLISH )

OM NAMAH SHIVAY 

SHIV - OM NAMAH SHIVAY



OM NAMAH SHIVAY


BHABHUTI RAMAYE BABA BHOLENATH AAYE

Bhabhuti Ramaye Baba Bhole Nath Aaye  !!!


BHABHUTI RAMAYE BABA BHOLENATH AAYE
BHOLENATH AAYE BABA DAMRU BAJAYE
BHOLENATH AAYE BABA ALAKH JAGAYE

SAKHI EK BOLI MEIYA BAHAR PADHARO
AAYO EK BABO DIKHE BADO MATWARO
BHIKSHA DEYIKE KAHDO AASAN PADHARO
BHABHUTI RAMAYE BABA BHOLENATH AAYE

BHARI THAR KANCHAN KO MEIYA SIDHARI
NAMAN KARIKE MEIYA VACHAN UCHARI
ASHISH DIJE SUKHI BHAYE MURARI
BHABHUTI RAMAYE BABA BHOLENATH AAYE

BOLE BHOLE BABA MEIYA ASHISH LIJE
KINTU EK HETU MEIYA SIDDHA KARIJE
LAYI KE LAL MEIYA HATH DHARIJE
BHABHUTI RAMAYE BABA BHOLENATH AAYE


DOWNLOAD LYRICS ( HINDI - ENGLISH ) 

Shankar Mera Pyara, Shankar Mera Pyara |

Shankar Mera Pyara, Shankar Mera Pyara |
Maa ri Maa mujhe murat laa de, shiv shankar ki murat la de,
Murat esi jis ke sir se nikle ganga Dhara ||

Maa ri Maa woh damruwala , Tan pe pahne Mrug ki chhala |
Raat mere sapno me aaya ,aa ke mujhe gale lagaya,
gale laga ke mujhse bola , Me hu tera Rakhwala ||

Maa ri Maa woh mera Swami, Me uske pat ka anugami |
Woh hain mera taran hara, Us se mera jag ujara ,
Hain Prabhu mera Antaryami , Sabka hai woh Rakhwala 

Shankar Mera Pyara, Shankar Mera Pyara |



OM NAMAH SHIVAY


SATYAM SHIVAM SUNDRAM



AUM SHIV AUM SHIV


SHIV SATYA HAIN



OM NAMAH SHIVAY


Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...